Fast charger kharidna aasan lagta hai, lekin sahi chunna zaroori hai.
1. Wattage: Apne phone ke mutabiq wattage dekhein. Phone jitna support karta hai, utna hi use karega, is liye bohot zyada wattage ka faida nahi hota.2. Cable: Charger ke saath sahi cable zaroori hai. Kamzor cable fast charging ko slow kar deti hai.3. Port ki qisam: USB-C ya Lightning, apne phone ke hisaab se chunein.4. Quality: Bohot sasta aur unknown charger garam ho sakta hai. Bharosemand jagah se kharidein.5. Sawal poochhein: Phone ka model batayen to hum sahi charger bata dete hain.
Ziee Traders par chargers aur cables dekhne ke liye Shop page par jayein, ya WhatsApp par humse poochhein.